Sunday, 8 May 2016

'Yeh pal'

Let's write something in Hindi today.


               
Aankhon mai tha Jo
Lawazon par aane na diya
Ehsaas mai tha Jo
Kabhi mehsoos ni hone diya
Yun toh har baat mai tera kissa hai
Phir hi toh jaana
Tu toh mera hi hisa hai
Yeh shaam bhi hai malang aaj
Aur yun hi kicha chala jaa rha hai dil aaj
Dore dore sai pirote rhe inn khushiyon ko
Aur aaj dekho dil phir ghustakh hai
Naa rha iss dil par zor
Bas ab toh chalta ja rha hai Teri ore
Zikr toh ab har baat hai tumhara
Jo tha kabhi Sapna
Aaj hai woh humara
Aanson ki bhi kuch alag hai baat
Aur muskura dete hai yeh bhi har raat
Kuch khatti yaadein aur un par yun meetha ehsaas
Aur betayein hai
Aise hi
Yeh pal
Lamhe ko bhi lamha bna diya
Aur
Aasman ko yun sitare sai Mila diya......

1 comment: